Na bure na bahle hum garib gam ke pale
Tum kya jano hasti hamari raja
Tum kya jano hasti hamari
Ladali zindagi apne aansuo me dhali
Tum kya jano
Na bure na bahle hum garib gam ke pale
Tum kya jano hasti hamari raja
Tum kya jano hasti hamari
Hamari bhi gali me muskaraye chandani
Badal jhumke gaye rasili ragini
Tumhare mahal se kuch kam
Nahi ye basti hamari
Na bure na bahle hum garib gam ke pale
Tum kya jano hasti hamari raja
Tum kya jano hasti hamari
Na bure na bahle hum garib gam ke pale
Tum kya jano hasti hamari raja
Tum kya jano hasti hamari
| Movie | Kismat Ka Khel |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Kishore Sahu |
| Music Composer | Shankar Jaikishan |
| Lyricist | Shailendra |
| Star Cast | Vijayantimala, Sunil Dutt, Begum Para, Yashodhara Katju Kanchanmala, Mukri, Kamaljeet, S. K. Singh, Jagdeep, Shrinath, Bhudo Advani, Umadevi, Jamal, Moni Chatterjee, Jagdeesh Kamal, Chacha, Jagdeesh Paul |

