Muqaddar Ke Hathon Lyrics  | Sheesh Mahal | Sohrab Modi, Nigar Sultana | Shamshad Begum | Vasant Desai

Muqaddar Ke Hathon Lyrics | Sheesh Mahal | Sohrab Modi, Nigar Sultana | Shamshad Begum | Vasant Desai

Muqaddar ke hathon jaha ghumta hai
Jami to jami aasman ghumta hai
Dhoop chhon hai duniya
Dhoop chhon hai duniya
Dhoop chhon hai duniya
Dhoop chhon hai duniya

Ghadi mein kuchh hai
Ghadi mein kuchh hai
Ghadi mein kuchh hai
Ghadi mein kuchh hai

Sukh se dukh hai
Dukh se sukh hai
Sukh se dukh hai
Dukh se sukh hai
Ho koi nahi bharosha
Dhoop chhon hai duniya
Dhoop chhon hai duniya

Banke koi bigadta hai
Banke koi bigadta hai
Bigad ke koi sawarta hai
Bigad ke koi sawarta hai
Naya hai roz tamasha
Dhoop chhon hai duniya
Dhoop chhon hai duniya

Rang badalta hai ye zamana
Rang badalta hai ye zamana
Kismat ka hota hai bahana
Kismat ka hota hai bahana
Kadam kadam par dhokha
Dhoop chhon hai duniya
Dhoop chhon hai duniya.

MovieSheesh Mahal
SingerShamshad Begum
DirectorSohrab Modi
Music ComposerVasant Desai
LyricistShams Lakhnavi
Star CastSohrab Modi, Nigar Sultana, Pran
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *