Mujko Jaga Kar Puch Rahi Hai Ek Kiran Matwari, Suraj Utra Bindiya Mai Lyrics | Saudaa | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Mujko Jaga Kar Puch Rahi Hai Ek Kiran Matwari, Suraj Utra Bindiya Mai Lyrics | Saudaa | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Suraj utra bindiya me koun koun hai
Teri nindya me koun hai teri nindya me
Mujhko jaga kar puch rahi hai ak kiran matvali
Suraj utra bindiya me koun hai
Teri nindya me koun hai teri nindya me
Mujhko jaga kar puch rahi hai ak kiran matvali
Suraj utra bindiya me

Meri pawan saheli chale kabhi na akeli
Mujhe sang sang apne udaye re
Meri pawan saheli chale kabhi na akeli
Mujhe sang sang apne udaye re
Khili bagiya suhani rut kare jhed khani
Mai bhi karu manmani jiya jay re
Jiya jay re jiya jay re kante rakh du kanto me
Ful utha lu fulo se ful utha lu fulo se
Titli bankar saari khushbu maine aaj udai re
Suraj utra bindiya me

Nache dhup nache chhao nache mehndi wale paao
Thande pani me utari jawani re
Nache dhup nache chhao nache mehndi wale paao
Thande pani me utari jawani re
Dhoya rup ki kali ka dhala aag ki dali ka
Jab aag aag hua sara pani re
Sara pani re sara pani re lahro me ras rachi
Ang ang ko pyas lagi ang ang ko pyas lagi
Apne badan ki agni ikar duni agan jaga li
Suraj utra bindiya me koun koun hai
Teri nindya me koun hai teri nindya me
Mujhko jaga kar puch rahi hai ak kiran matvali
Suraj utra bindiya me

MovieSaudaa
SingerLata Mangeshkar
DirectorSudesh Issar
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistIndrajeet Singh Tulsi
Star CastVinod Khanna, Yogita Bali, Ranjit, Madan Puri, Mukri, Jankidas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *