Kaho jo tum to le ke main aaun
Aandhi toofan sara jahan
Kaho jo tum to tumpe lutaaon
Ye sara pyaar baaten hazaar
Keh do to main tumhe
Baaho me le lu
Keh do main tumko
Kuch bhi de du
Lagta hai aise
Yu hi hai apna ye pyaar
Nahin to bolo kaise
Gaye hum haar
Suni thi wo raat
Tumse raha na gaya
Kehni thi baaten kayi
Par mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Kaho jo tum to tumko sunaon
Baatein sabhi dil mein chhipi
Kaho jo tum to tumko sunaon
Kisse sabhi jhutey sahi
Kaho tum to main chhodu sara sansaar
Keh do bas keh do
Tumko mujhse pyaar
Tum bhi wahi ho
Dekho main bhi badlaa nahin
Naata hamara koi sapna nahin
Suni thi wo raat
Tumse raha na gaya
Kehni thi baaten kayi
Par mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Umar bhar ka saath
Tumse saha na gaya
Roya main aansu kai
Par mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Suni thi wo raat
Tumse raha na gaya
Kehni thi baaten kayi
Par mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Umar bhar ka saath
Tumse saha na gaya
Roya main aansu kai
Par mujhse kaha na gaya
Chhoti si wo baat
Tumse kaha na gaya
Roya main aansu kai
Par mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
Mujhse kaha na gaya
| Movie | Phir Dhoom |
| Singer | Palash Sen |
| Music Composer | Palash Sen |
| Lyricist | Jaideep Sahni, Palash Sen |

