Mujhko mil gaya mera pyar
Allah allah allah allah
Mujhko mil gaya mera pyar
Allah allah allah allah
Aaya abb dil ko karar
Allah allah allah allah
Aayi kaisi dilkash bahar
Allah allah allah allah
Chhaya hai yeh kaisa khumar
Allah allah allah allah
Logo se bataya na maine kabhi
Chori chori yeh dil dhadakta raha
Mere bina tera bura haal tha
Tere liye mai bhi tadapta raha
Aaya na kahi chain dilbar mujhe
Dasati rahi har lamha tanhaiya
Mere aage pichhe toh chalati rahi
Teri jawa yaado ki parchhaiya
Har ghadi tha bas intejar
Allah allah allah allah
Har ghadi tha bas intejar
Allah allah allah allah
Mujhko mil gaya mera pyar
Allah allah allah allah
Mai toh mangati thi duwa rat din
Jaldi se hamari mulakat ho
Gunje shehnai milan ki kabhi
Tere mere sapnon ki barat ho
Koyi na yaha tere mere siva
Nahi abb jamane ki majburiya
Aa ja mai laga lu gale se tujhe
Abb na sahi jaye yeh duriya
Kitna bhola hai mera yaar
Allah allah allah allah
Kitna bhola hai mera yaar
Allah allah allah allah
Mujhko mil gaya mera pyar
Allah allah allah allah
Aaya abb dil ko karar
Allah allah allah allah
| Movie | Jeena Sirf Merre Liye |
| Singer | Alka Yagnik, Sonu Nigam |
| Director | Talat Jani |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Tusshar Kapoor, Kareena Kapoor, Mallika Sherawat, Kader Khan, Vijayendra Ghatge, Satish Shah, Himani Shivpuri, Alok Nath, Ali Asgar, Bobby Darling |

