??mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
Mujhko alfaaz bana lo
Dil ki aawaaz bana lo
Gehra sa raaz bana lo jaana
Nasha hu main behakne do
Mere kaatil mujhe jeene ka haq to do
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
Mujhe apne sirhaane pe
Thodi si jagah de do
Mujhe neend na aane ki
Koi to wajah de do
Mujhe apne sirhaane pe
Thodi si jagah de do
Mujhe neend na aane ki
Koi to wajah de do
Hawa hu main lipatne do
Mere kaatil mujhe jeene ka haq to do
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
Tere sang guzar jaaye
Ye umar jo baaki hai
Has do na zara khul ke
Kaahe ki udaasi hai
Tere sang guzar jaaye
Ye umar jo baaki hai
Has do na zara khul ke
Kaahe ki udaasi hai
Subah hu main aane do
Mere kaatil mujhe jeene ka haq to do
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
Mujhko barsaat bana lo
Ek lambi raat bana lo
Apne jazbaat bana lo jaana
| Movie | Junooniyat |
| Singer | Armaan Malik |
| Director | Vivek Agnihotri |
| Music Composer | Jeet Ganguly |
| Lyricist | Rashmi Virag |
| Star Cast | Pulkit Samrat, Yami Gautam |

