Mujhe Tune Kahin Ka Na Chhoda Lyrics  | Shera Shamshera | Raj Babbar, Sonam | Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri

Mujhe Tune Kahin Ka Na Chhoda Lyrics | Shera Shamshera | Raj Babbar, Sonam | Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri

Rup ka bada garur tha mujhko
Rang ka bada guman
Iski rup ke karan pad gayi
Muskil mein meri jan
Mujhe rup ne kahi ka na choda
Aise galiyo mein lake choda
Ke ghunghru bandh liye
Maine ye ghunghru bandh liye

Bujh gaye suraj chand sitare
Rah gaye mere sath andhere
Husn ki galiya jannat meri
Ghunghru aaj naseeb hain mere
Kaha jana tha main kaha chali aayi
Aisi kismat ne thokar lagayi
Maine yeh ghunghru bandh liye
Maine yeh ghunghru bandh liye
Maine yeh ghunghru bandh liye

Mujhe rup ne kahi ka na choda
Aise galiyo mein lake choda
Ke ghunghru bandh liye
Maine ye ghunghru bandh liye
Maine ye ghunghru bandh liye.

MovieShera Shamshera
SingerLata Mangeshkar
DirectorS.R. Pratap
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAnjaan
Star CastRaj Babbar, Sonam, Kabir Bedi, Farha, Asha Sharma, Raza Murad, Amrit Pal
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *