Mujhe Pyar Karega Lyrics | Pehla Pehla Pyar | Udit Narayan, Alka Yagnik | Anand Milind

Mujhe pyaar karega mujhe pyaar karega haa
Mere saath chalega kaha waha jaha main rehti hu
Main usko jannat kehti hu

Mujhe pyaar karegi haa mere saath chalegi kaha
Waha jaha main rehta hu main usko duniya kehta hu

Main bilkul akeli hu bas gudiya se kheli hu

Samjha na jise koi main aisi paheli hu
Sab kuch hai tere paas fir bhi hai dil mein pyaas
Sab kuch hai tere paas fir bhi hai dil mein pyaas
Mujhe pyaar karegi haa mere saath chalegi kaha
Tu meri diwaani hai ye sach hai ya kahani hai

Main galiyo ka raahi hu tu mahalo ki raani hai
Tere sar par rakhke haath puchu main ek baat

Mujhe pyaar karega haa mere saath chalega kaha

Duniya mein hai gam hi gam jannat mein rahenge hum

Tutega ye sapna to ye sapna nhi jaanam
Tu chu ke mujhe dekh hum ho gaye hain ek
Tu chu ke mujhe dekh hum ho gaye hain ek
Mujhe pyaar karega haa mere saath chalega kaha
Waha jaha main rehta hu main usko duniya kehta hu
Mujhe pyaar karega haa mere saath chalega kaha
Waha jaha main rehta hu main usko duniya kehta hu

MoviePehla Pehla Pyar
SingerUdit Narayan, Alka Yagnik
DirectorManmohan Singh
Music ComposerAnand Milind
LyricistAnand Bakshi
Star CastRishi Kapoor, Tabu, Anupam Kher, Kader Khan, Gulshan Grover, Amrish Puri, Tiku Talsania, Asha Sharma, Radha Seth

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *