Mujhe Pyaar Kee Jindagee Dene Waale Lyrics | Pyar Ka Sagar | Asha Bhosle, Mohammad Rafi | Ravi

Mujhe pyaar kee jindagee dene waale
Kabhee ghum naa deena khushee dene waale
Mujhe pyaar kee jindagee dene waale

(Muhabbat ke waade bhula toh naa doge
Kahee mujh se daman chura toh loge) – (2)
Amare dil kee duniya hey taare hawaale
Mujhe pyaar kee jindagee dene waale

Jamaane me tum se nahee koyee pyara – (2)
Yeh jan bhee tumhaaree yeh dil bhee tumhaara
Jo naa ho yakin toh kabhee aajmale
Mujhe pyaar kee jindagee deene waale

Bharoosa hey ham ko muhobbat pe teree – (2)
Toh phir hans kay deekho nigaho me meree
Yeh darr hey jamana juda kar naa daale

Mujhe pyaar kee jindagee dene waale
Kabhee ghum naa dina khushee dene waale
Mujhe pyaar kee jindagee dene waale

MoviePyar Ka Sagar
SingerAsha Bhosle, Mohammad Rafi
Music ComposerRavi
LyricistPrem Dhawan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *