Mujhe Paas Apne Bulaya To Hota Lyrics  | Mehboob Mere | Anwar, Anuradha Paudwal | Anuradha Paudwal | Anwar Hussain

Mujhe Paas Apne Bulaya To Hota Lyrics | Mehboob Mere | Anwar, Anuradha Paudwal | Anuradha Paudwal | Anwar Hussain

Mujhe paas apne bulaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota

Na hote juda hum na yun aaj rote
Na hote juda hum na yun aaj rote
Na yun aaj rote..na yun aaj rote..
Kabhi do kadam hi badhaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota

Main duniya ke aage ye sar na jukaati
Main duniya ke aage ye sar na jukaati
Ye sar na jukaati..ye sar na jukaati..
Tera hath hatho mein aaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota

Zamana bhala kyaa mujhe rok paata
Zamana bhala kyaa mujhe rok paata
Mujhe rok paata..mujhe rok paata..
Mera hosala kuchh badhaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota
Kabhi pyaar ka haq jataya to hota
Mujhe paas apne bulaya to hota.

MovieMehboob Mere
SingerAnuradha Paudwal
Music ComposerAnwar Hussain
LyricistNazeer Akbarabadi
Star CastAnwar, Anuradha Paudwal
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *