Mujhe Kanhaiyya Kaha Karo Lyrics  | Tere Bina | Gautam Rode, Abhijeet Bhattacharya | Abhijeet Bhattacharya | Saptarishi

Mujhe Kanhaiyya Kaha Karo Lyrics | Tere Bina | Gautam Rode, Abhijeet Bhattacharya | Abhijeet Bhattacharya | Saptarishi

Baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo
Baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo
Baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo
Kishan ki raadha bana karo, mujhe kanhaiya kaha karo
Haan kanhaiya, kanhaiya haan kanhaiya

Baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo
Baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo
Kishan ki raadha bana karo, mujhe kanhaiya kaha karo
Haan kanhaiya, kanhaiya haan kanhaiya
Kanhaiya.. kanhaiya

Tumhe hamesha main ne chaaha,
Magar zubaan se keh na paaya
Sanam yeh sach hai pal pal har pal
Nazar nazar mein tum ko maanga

Saagar ki lehron mein tum ho,
Aawaara baadal mein tum
Saagar ki lehron mein tum ho,
Aawaara baadal mein tum ho
Saanson mein lehraaya karo, dhadkan tum ban jaaya karo
Itna na sharmaaya karo, mujhe kanhaiya kaha karo
Kanhaiya.. kanhaiya

Janam janam ka saath hai yeh
Yahi yaqeenan baat hai
Nahi yeh jhooti baat yaara
Khuda bhi apne saath hai

Sooraj ki kirnon mein tum ho,
Saawan ki boondon mein tum
Sooraj ki kirnon mein tum ho
Saawan ki boondon mein tum ho
Saamne jab aaya karo, thoda sa tum tham jaaya karo
Saamne jab aaya karo, thoda sa tum tham jaaya karo
Aise na itraaya karo, mujhe kanhaiya kaha karo
Haan kanhaiya, kanhaiya haan kanhaiya

Baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo
Kishan ki raadha bana karo, mujhe kanhaiya kaha karo
Kanhaiya.. kanhaiya..
Kanhaiya.. kanhaiya..
Kanhaiya.. kanhaiya..
Kanhaiya.. kanhaiya…

MovieTere Bina
SingerAbhijeet Bhattacharya
Music ComposerSaptarishi
Star CastGautam Rode, Abhijeet Bhattacharya
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *