Mujhe Allah Ki Kasam Lyrics | Sanam Bewafa | Lata Mangeshkar | Mahesh Kishore

Mujhe Allah Ki Kasam Lyrics | Sanam Bewafa | Lata Mangeshkar | Mahesh Kishore

Mujhe alla ki kasam alla alla ki kasam tumse pyar ho gaya
Mujhe alla ki kasam tumse pyar ho gaya
Bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
Bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
Didar ho gaya
Tumse pyar ho gaya
Mujhe alla ki kasam tumse pyar ho gaya
Mujhe alla ki kasam tumse pyar ho gaya
Bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
Bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
Didar ho gaya
Tumse pyar ho gaya

Pav mein ghungharu bandhkar nachi hai jawani
Nachi hai jawani
Pav mein ghungharu bandhkar nachi hai jawani
Nachi hai jawani
Ulafat ki shuru ho gayi ek nayi kahani
Dekho husn phirse ishq par nisar ho gaya
Dekho husn phirse ishq par nisar ho gaya
Nisar ho gaya
Tumse pyar ho gaya

Ji chahta hai chumlu hoton ko tumhare
Hoton ko tumhare
Ji chahta hai chumlu hoton ko tumhare
Hoton ko tumhare
Ye hont kya hai jism-o-jaan hai naam tumhare
Ye dil diwana aapka sarkar ho gaya
Ye dil diwana aapka sarkar ho gaya
Sarkar ho gaya
Tumse pyar ho gaya
Mujhe alla ki kasam tumse pyar ho gaya
Mujhe alla ki kasam tumse pyar ho gaya
Bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
Bina eid ke hi chand ka didar ho gaya
Mujhe alla ki kasam tumse pyar ho gya
Ho gya
Ho gya
Mujhe alla ki kasam tumse pyar ho gya
Ho gya
Ho gya
Mujhe alla ki kasam tumse pyar ho gya
Ho gya
Ho gya

MovieSanam Bewafa
SingerLata Mangeshkar
DirectorSawan Kumar Tak
Music ComposerMahesh Kishore
LyricistSaawan Kumar
Star CastSalman Khan, Chandni, Pran, Danny Denzongpa, Dina, Kanchan, Puneet Issar, Vijayendra Ghatge, Pankaj Dheer, Jagdeep, Dina Pathak, Dan Dhanoa, Tahir Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *