Mudit bhav se shiv samjhte
Apni swaym ve vytha sunate
Vidhi vidhan yah maha nirala
Shani prabhav jaya nahi taala
Kya kya aghat ghata bhole par
Kya kya sehan kiye deweshawe
Samjh a gayi maya sari
Sahni ki drishti hai shiv par bhaari.
| Movie | Sankatmochan Mahabali Hanuman |
| Star Cast | Nirbhay Wadhwa, Ankit Bathla, Arya Babbar, Gagan Malik, Deblina Chatterjee, Ankur Verma, Vikas Grover, Sharhaan Singh, Barkha Bisht Sengupta |

