Mubarak Ho Tumko Ye Shadi Tumhari Lyrics | Haan Maine Bhi Pyaar Kiya | Udit Narayan | Nadeem Shravan

Mubarak Ho Tumko Ye Shadi Tumhari Lyrics | Haan Maine Bhi Pyaar Kiya | Udit Narayan | Nadeem Shravan

Tere maathe ki bidiya chamakati rahe
Tere haatho ki mehadi mahakati rahe
Tere jode ki raunak salaamat rahe
Teri chudi hamesha khanakati rahe

Mubaarak mubaarak mubaarak mubaarak
Mubaarak mubaarak mubaarak mubaarak
Mubaarak ho tum ko ye shaadi tumhari
Mubaarak ho tum ko ye shaadi tumhari
Sada khush raho tum duaa hai hamari
Tumhaare kadam chume ye duniya sari
Tumhaare kadam chume ye duniya sari
Sadaa khush raho tum duaa hai hamari
Mubarak ho tum ko ye shaadi tumhari
Sada khush raho tum duaa hai hamaari

Tumhare liye hai baharo ke mausam
Na aaye kabhi zindagi me koi gam
Hamara hai kya yaar ham hai divane
Hamari tadap to koi bhi na jaane
Mile na tumhe ishq me bekarari
Mile na tumhe ishq me bekarari
Sadaa khush raho tum duaa hai hamari
Mubaarak ho tum ko ye shaadi tumhari
Sada khush raho tum duaa hai hamari

Ke janmo ke rishte nahi tode jate
Safar me nahi hamsafar chhod e jate
Na rasmorivaajo ko tum bhul jaana
Jo li hai kasam to ise tum nibhana
Ke hamane to tanha umar hai guzari
Ke hamane to tanha umar hai guzari
Sadaa khush raho ye duaa hai hamari
Tumhare kadam chume ye duniya sari
Tumhare kadam chume ye duniya sari
Sadaa khush raho tum duaa hai hamari
Mubarak ho tum ko ye shaadi tumhari
Sada khush raho tum duaa hai hamari

Jaa maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai
Mubarak mubarak mubarak mubarak

MovieHaan Maine Bhi Pyaar Kiya
SingerUdit Narayan
DirectorDharmesh Darshan
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastAkshay Kumar, Karisma Kapoor, Abhishek Bachchan, Kader Khan, Himani Shivpuri, Shakti Kapoor, Mohnish Behl, Navneet Nishan, Simone Singh, Sophiya Haque, Supriya Karnik, Shweta Menon, Upasna Singh, Razzak Khan, Dolly Bindra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *