Mubarak Hai Woh Dil Jisko Lyrics  | Benazir | Meena Kumari, Ashok Kumar | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar | Sachin Dev Burman

Mubarak Hai Woh Dil Jisko Lyrics | Benazir | Meena Kumari, Ashok Kumar | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar | Sachin Dev Burman

Mubarak hai wo dil jisko
Kisi se pyar ho jaye
Nazar walo se chhupkar
Yaar ka didar ho jaye
Mubarak hai wo dil jisko
Kisi se pyar ho jaye
Nazar walo se chhupkar
Yaar ka didar ho jaye

Mohabbat haye kitna
Khubsurat rog hai dil ka
Achha ji mohabbat haye kitna
Khubsurat rog hai dil ka
Mohabbat haye kitna
Khubsurat rog hai dil ka
Duvaye kijiye sabko
Yahi aazar ho jaye
O ho aazar ho jaye

Mere dil ne mohabbat ka
Maza ab tak nahi paya
Mere dil ne mohabbat ka
Maza ab tak nahi paya
Mere dil ne mohabbat ka
Maza ab tak nahi paya
Mujhe bhi mujhe bhi mraz allah
Kare ek bar ho jaye
Ek bar ho jaye

Mohabbat chij achhi hai
Magar isme ye khatara hai
Mohabbat chij achhi hai
Magar isme ye khatara hai
Mohabbat chij achhi hai
Magar isme ye khatara hai
Agar nakam ho to zindagi
Bekar ho jaye bekar ho jaye

Jo sach puchho mohabbat hi
Zindagi ki aisi manzil hai
Jaha insan mar jane ko
Bhi taiyar ho jaye
Taiyar ho jaye
Mubarak hai wo dil jisko
Kisi se pyar ho jaye
Nazar walo se chhupkar
Yaar ka didar ho jaye
Mubarak hai mubarak hai.

MovieBenazir
SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
DirectorS. Khalil, Bimal Roy
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistShakeel Badayuni
Star CastMeena Kumari, Ashok Kumar, Shashi Kapoor, Tanuja, Nirupa Roy, Durga Khote, Asit Sen
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *