More Raja Ho Le Chal Nadiya Ke Paar Lyrics | Nadiya Ke Par | Mohammed Rafi, Lalita Deulkar | Chitalkar Ramchandra

More Raja Ho Le Chal Nadiya Ke Paar Lyrics | Nadiya Ke Par | Mohammed Rafi, Lalita Deulkar | Chitalkar Ramchandra

More raja ho
More raja ho le chal nadiya ke paar
More raja ho le chal nadiya ke paar
Mori rani ho tumhi mori pran aadhar
Mori rani ho tumhi mori pran aadhar

Tumne aisha jadu dala bik gayi tere hath
Tumne aisha jadu dala bik gayi tere hath
Janam janam tak sang rahungi
Janam janam tak sang rahungi kabhi na chhod u sath
More raja ho humko to devo na bisar
Mori rani ho tumhi meri pran aadhar
More raja ho le chal nadiya ke paar
Mori rani ho tumhi mori pran aadhar

Pyar ki mithi baato me sajanva mai gayi har
Pyar ki mithi baato me sajanva mai gayi har
Pyari teri aankho me mai
Pyari teri aankho me mai bhul gaya sansar
Meri aankhon me jhuki hai surtiya tuhar
Meri sanso me gunje naam tohar
More raja ho le chal nadiya ke par
Mori rani ho tumhi mori pyan aadhar

Mai to prit nibhau balma
Tum bhi prit nibhana
Mai to prit nibhau balma
Tum bhi prit nibhana
Sath hi ham tum dono
Sath hi ham tum dono gaye mast tarana
More raja ho le chal nadiya ke par
Mori rani ho tumhi mori pran aadhar ho o ho

MovieNadiya Ke Par
SingerMohammed Rafi, Lalita Deulkar
DirectorKishore Sahu
Music ComposerChitalkar Ramchandra
Star CastDilip Kumar, Kamini Kaushal, S L Puri, Maya Banerjee, David Tawari, Rani Bala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *