More Mann Kee Nagariya Basayee Re Lyrics | Kanchan | Leela Chitnis, Muzumdar | Gyan Dutt

More mann kee nagariya basayee re, madho jee

Jhole khatee thee jivan kee naiya
Bane mann ke basaiya khivaiya
Dagamagatee kinare lagayee re

Madho madho jagat pukare, mai kahu re meraa kala
Jab jab pid bane bhagato pe, pahunche bansariwala

MovieKanchan
SingerLeela Chitnis, Muzumdar
Music ComposerGyan Dutt

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *