Mohe Jaal Mein Phansae Liyo Lyrics  | Jaane Anjaane | Shammi Kapoor, Vinod Khanna | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Mohe Jaal Mein Phansae Liyo Lyrics | Jaane Anjaane | Shammi Kapoor, Vinod Khanna | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Mohe jal me fasaye
Liyo beiman ne
Mora manwa chura
Liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye
Liyo beiman ne
Mora manwa chura
Liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye liyo

Bairi ye samjha ke
Mai hu machariya
Bairi ye samjha ke
Mai hu machariya
Titli mai mastani
Gati bijuriya
Gati bijuriya
Mohe pyar se luba
Liya liya beiman ne
Mora manwa chura
Liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye
Liyo beiman ne
Mora manwa chura
Liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye liyo

Tadpan na jane
Wo more jiya ki
Tadpan na jane
Wo more jiya ki
Adat buri hai ye
More piya ki
More piya ki
Rang jama liya
Liya beiman ne
Mora manwa chura
Liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye
Liyo beiman ne
Mora manwa chura
Liyo beiman ne
Mohe jal me fasaye liyo.

MovieJaane Anjaane
SingerLata Mangeshkar
DirectorShakti Samanta
Music ComposerJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastShammi Kapoor, Vinod Khanna, Leena Chandavarkar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *