Mohammed Rafi | Teri Zulfon Se Judaai Lyrics | Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1961)

Teri zulfon se judaai to nahin maangi thi
Qaid maangi thi, rihaai to nahin maangi thi

Maine kya jurm kiya aap khafa ho baithe
Maine kya jurm kiya aap khafa ho baithe
Pyaar maanga tha, khudaai to nahin maangi thi
Qaid maangi thi…Rihaai to nahin maangi thi

Mera haq tha teri aankhon ki chhalakti mai par

Cheez apni thi parayi to nahin maangi thi
Qaid maangi thi…Rihaai to nahin maangi thi

Apne bimaar pe itna bhi sitam bhi theek nahi

Teri ulfat mein buraai to nahin maangi thi
Qaid maangi thi…

Teri zulfon se judaai to nahin maangi thi
Qaid maangi thi, rihaai to nahin maangi thi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *