Mohabbat na hoti zamana na hota
Tadapne ka koi bahana na hota
Bahana na hota
Mohabbat na hoti zamana na hota
Tadapne ka koi bahana na hota
Bahana na hota
Na hum aahe bharte na wo aahe bharte
Na hum aahe bharte na wo aahe bharte
Agar darmiya ye zamana na hota
Agar darmiya ye zamana na hota
Mohabbat na hoti zamana na hota
Tadapne ka koi bahana na hota
Bahana na hota
Kaha ae falak ki girata ye bijli
Kaha ae falak ki girata ye bijli
Hamara agar aashiyana na hota
Hamara agar aashiyana na hota
Mohabbat na hoti zamana na hota
Tadapne ka koi bahana na hota
Bahana na hota
| Movie | Shobna |
| Singer | Talat Mahmood |
| Director | Niren Lahiri |
| Music Composer | Robin Banerjee |
| Lyricist | Kaif Irfani |
| Star Cast | Abhi Bhattacharya, Usha Kiran, Manju Dey, Chhabi Biswas, Sunanda Devi |

