Mohabbat Ko Na Bhulenge Lyrics | Aladdin Aur Jadui Chirag | Lata Mangeshkar | S N Tripathi

Mohabbat Ko Na Bhulenge Lyrics | Aladdin Aur Jadui Chirag | Lata Mangeshkar | S N Tripathi

Mohabbat ko na bhulenge labo par ban jaha tak hai
Jamane chal jara tujhko bhi dekhe tu kaha tak hai

Jurm dunia ke sahe or chup rahe
Jurm dunia ke sahe or chup rahe
Apni kismat me yahi hai kya kare
Apni kismat me yahi hai kya kare
Hai gum ke mare jurm dunia ke sahe or chup rahe
Apni kismat me yahi hai kya kare
Hai gum ke mare

Rok lo aasu na bahne do inhe
Dil me rahne do inhe
Rok lo aasu na bahne do inhe
Dil me rahne do inhe kuch asar jinme na hoga
Ham wahi kuch asar jinme na hoga
Ham wahi hai gum ke mare

Dur aankho se mere dildar hai dhadkane bejar hai
Dur aankho se mere dildar hai dhadkane bejar hai
Jindagi kya ban gayi hai kya kahe
Jindagi kya ban gayi hai kya kahe
Hai gum ke mare jurm duniya ke sahe or chup rahe
Apni kismat me yahi hai
Kya kare hai gum ke mare

MovieAladdin Aur Jadui Chirag
SingerLata Mangeshkar
DirectorHomi Wadia
Music ComposerS N Tripathi
LyricistShyam HIndi
Star CastMahipal, Meena Kumari, B M Vyas, S N Tripathi, W M Khan, Jillo, Babu Raje, Raja Sandow, Vasantrao Pahelwan, Azim

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *