Mohabbat Ki Mehfil Lyrics  | Thief Of Baghdad | Shatrughan Sinha, Kabir Bedi | Suman Kalyanpur | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Mohabbat Ki Mehfil Lyrics | Thief Of Baghdad | Shatrughan Sinha, Kabir Bedi | Suman Kalyanpur | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Mohabbat ki mahfil jawani ki raat
Mubarak ho ye shadi mani ki raat
Mohabbat ki mahfil jawani ki raat
Mubarak ho ye shadi mani ki raat
Sunte rahe sab sunati rahu mai
Kabhi khatm na ho kahani ki raat
Mubarak ho ye shadi mani ki raat
Mohabbat ki mahfil jawani ki raat
Mubarak ho ye shadi mani ki raat

Sahjadi sahjadi khushi mein tujhe
Sab duaye diye ja rahe hai
Duaye diye ja rahe hai
Musannat ke sagar haye
Sagar piye ja rahe hai
Sagar piye ja rahe hai
Nashe mein hai ye aag pani ki raat
Mubarak ho ye shadi mani ki raat
Mohabbat ki mahfil jawani ki raat
Mubarak ho ye shad mani ki raat

Nigahe nigahe jhuki hai pukare
Hamara bhi ab naam koi
Hamara bhi ab naam koi
Hame phir mile aaj
Mile aaj inaam koi
Mile aaj inaam koi
Meharban hai meharbani ki raat
Mubarak ho ye shadi mani ki raat
Mohabbat ki mahfil jawani ki raat
Mubarak ho ye shadi mani ki raat.

MovieThief Of Baghdad
SingerSuman Kalyanpur
DirectorRavikant Nagaich
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastShatrughan Sinha, Kabir Bedi, Prem Chopra, Mehmood, Sulakshana Pandit
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *