Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics | Woh Din Yaad Karo | Talat Mahmood, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya

Hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya

Mohabbat ki kahaniya

Ye kisse nigahe yar ke ye dhadkan dile bekarar ke

Ye subah tumhari yad ki ye shame suhani bahar ki
Tumhari mohabbat me hame sanam mili hai ye nishaniya
Hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniya

Jamana na hamse chhen le ye daulat tumhare nam ki

Nigaho se dekhe hum kabhi na surat judai ki sham ki
Rahe yu hamesha sath hum rahe na rahe jindgani
Mohabbat ki kahaniya sunane lagi hai jawaniya
Hamare tumhare pyar pe khuda ki rahe meharbaniya
Mohabbat ki kahaniya

MovieWoh Din Yaad Karo
SingerTalat Mahmood, Lata Mangeshkar
DirectorK Amarnath
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjay Khan, Nanda, Shashikala, Mehmood, Madan Puri, Dhumal, Ulhas Wasti, Tun Tun, Rajan Haksar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *