Bhari Dopahar Chhat Ke Upar
Latke Rehte Hain
Doorbeen Laga Ke Saiya Ji Mere
Takte Rehte Hain
Do Manjile Haveli Se Taade Hai Taadu
Bajaye Mohabbat Ki Been
Nigaahen Kahin Aur Nishana Kahin
Aashiq Banana Mujhe
Le Gaya Wo Purani Haveli Ke Peeche
Atrangi Si Baatein Bana Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke Chata Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke Chata Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke
Uski Baaton Mein Hi Tha Nasha
Nashe Mein Aane Laga Tha Maza
Uski Baaton Mein Hi Tha Nasha
Nashe Mein Aane Laga Tha Maza
Haye Masoomiyat Mein Behak Gayi
Haye Keh Na Saki Usko Na Na Na
Tha Shaatir Wo Saare Maze Le Gaya
Gaane Romantic Suna Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke Chata Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke Chata Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke
Kehta Tha Aashiq Hai Pushtaini Wo
Karta Tha Baatein Gulaabi
O Kehta Tha Aashiq Hai Pushtaini Wo
Karta Tha Baatein Gulaabi
Haan Ud Jaayega Wo Kabootar Ke Jaise
Na Mujhko Pata Tha Zara Bhi
Haye Achha-bhala Tha Daga De Gaya Ka
Kisse-kitaab Bhi Suna Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke Chata Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke Chata Ke
Mohabbat Ka Chooran Chata Ke
| Singer | Priya Mallick |
| Music Composer | Sanjeev Chaturvedi |
| Lyricist | Sanjeev Chaturvedi |
| Label | Tashan Bolly Studio |

