(Mohabbat badha kar juda ho gaye
Na socha na samjha khafa ho gaye) – (2)
(Wafao ka badla sitamse diya
Sitamse diya) – (2)
Ghadi bhar me tum kya se kya ho gaye – 2
Mohabbat badha kar juda ho gaye
Na socha na samjha khafa ho gaye
(Jamane me kisko ham apna kahe
Ham apna kahe) – (2)
Arre jab tumhi bewafa ho gaye – 2
Mohabbat badha kar juda ho gaye
Na socha na samjha khafa ho gaye
| Movie | Dastan |
| Singer | Suraiya |
| Music Composer | Naushad Ali |
| Lyricist | Shakeel Badayuni |