Mina Bajaar Kehte Hain Lyrics | Taj Mahal (new)

Har ek dil yaha ek dil talaash karta hain
Wafa kee pyaar kee manjil talaash karta hain
Yaha parwaane shama se karib hote hain
Hasin najaro pe shehjaade shahid hote hain
Yaha dil lene dene kee ada bhee kaatil hain
Yaha ke waade bahut dilnashin hote hain
Jo bekarar kare woh karaar kehate hain
Iss bajaar ko mina bajaar kehte hain

MovieTaj Mahal (new)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *