Miley Jab Hum Tum (Title) Lyrics  | Miley Jab Hum Tum | Mohit Sehgal, Sanaya Irani

Miley Jab Hum Tum (Title) Lyrics | Miley Jab Hum Tum | Mohit Sehgal, Sanaya Irani

Hmmmm hmmmmm
Hmmmm hmmmmm

Saagar mein jaise ye lehrein uthein
Dil ko hua aisa kyaa
Puchho to na ye kahe kuch bhi
Tu hi bata hai ye kyaa

Dil kahe do jahaan..
Zameen aasman…
Aur ab hum banein ge,
Do dil ek jaan.

Taare zameen pe agaye,
Jab bhi bari teri nazar
Dil ye badalo mein udey,
Dil pe hua aisa asar

Bahon mein teri sama jaun
Kehta hai dil bar bar
Tere khayalon mein rehti hun,
Tujh se kahun kaise yaar

Dil kahe do jahaan…
Zameen aasman…
Aur ab hum banein ge,
Do dil ek jaan.

Chup tum raho chup hum rahein,
Aankhon aankhon mein gum rahein
Kehna hai jo phir bhi kahein,
Baatein dhadkano se karein
Hmmmm hmmmm
Aaaaa aaaaa

Na na na na nana
Na na na na nana
Na na na na nana
Na na na na nana.

MovieMiley Jab Hum Tum
DirectorNissar Parvez, Ravi Bhushan
Star CastMohit Sehgal, Sanaya Irani, Rati Pandey, Arjun Bijlani, Navina Bole, Jaskaran Singh, Abhishek Sharma Anupriya Kapoor, Nishant Malkani, Nikhil Chaddha, Sreejita De, Rohit Khurana, Rahul Arora, Preeti Keswani, Sumeet Soni, Vaishnavi Mahant, Jaanvi Sanghvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *