Mile Naa Phul Toh Kato Se Dosti Kar Lee Lyrics | Anokhi Raat | Mohammad Rafi | Roshan

Mile naa phul toh kato se dosti kar lee
Isi tarah se basar hamane jindgi kar lee

Abb aage jo bhi ho anjam dekha jayega
Khuda talash liya aur bandagi kar lee

Najar mili bhi naa thi aur unako dekh liya
Juba khuli bhi naa thi aur bat bhi kar lee

Woh jinko pyar hain chandi se, ishk sone se
Wahi kahenge kabhee hamane khudakhushi kar lee

MovieAnokhi Raat
SingerMohammad Rafi
Music ComposerRoshan
LyricistKaifi Azmi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *