Mubaaraq ho dulhaa-dulhan ko ye shaadi
Mile dil se dil zindagi muskara di
Bandha sar pe jab chaand-taaron ka sehara
Koi jal gaya aur kisi ne dua di
Mile dil se dil …
Kuda is mohabbat ko aabaad rakhe
Ki jisane ummeedon ki duniya basa di
Mile dil se dil …
Bhare god yaa-rab khilen dil ki kaliyaan
Muraaden hon poori mite naamuraadi
Mile dil se dil …
| Movie | Paak Daaman |
| Singer | Mohammad Rafi |