Mil Milake Gayenge Ho Ho Do Dil Yaha Lyrics | Dulari | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Naushad

(Mil milake gayenge ho ho do dil yaha
Ek tera ek mera hu hu ha ha…) – (2)

Ulfat ke paimane bharpur hain, sab chur hain
Duniya kee najaro sey ham dur hain, dukh dur hain
Chhup chhup ke milane kee abb rut kaha – (2)
Din apne rat apnee apna jahan, apna jahan

Mil milake gayenge ho ho do dil yaha
Ek tera ek mera hu hu ha ha…..

Aha ha, aha ha…….

Iss jab me aahe naa fariyad hai, dil shad hai
Nagaree yeh har ghum sey aajad hai, aabad hai
Gulshan hai ulafat kaa ham hain jaha
Git apne bol apne apnee jaban, apnee jaban

Mil milake gayenge ho ho do dil yaha
Ek tera ek mera hu hu ha ha

Mil milake gayenge ho ho do dil yaha
Ek tera ek mera hu hu ha ha………

MovieDulari
SingerLata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Music ComposerNaushad
LyricistShakeel Badayuni

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *