Meri Seeti Baj Gayi Lyrics | Ek Hi Raasta | Sadhana Sargam, Kumar Sanu | Mahesh Kishore

Meri Seeti Baj Gayi Lyrics | Ek Hi Raasta | Sadhana Sargam, Kumar Sanu | Mahesh Kishore

Pyaar ka nasha aisa chadha aaye haay
Pehle kabhi aaye haay
Yu na hua
Jo hua hai mujhe abhi
Jo hua hai mujhe abhi
Ke meri siti
Meri siti
Ke meri siti baj gayi

Mujhko sikhaya tune siti bajana
Ha ye to hai pyar ka pehla tarana
Iske baad bol aur kya hota hai
Wahi jo bas majur-e-khuda hota hai
Teri in mithi mithi baato ke jaal me
Main to fas gayi
Ke meri siti
Meri siti
Ke meri siti baj gayi

Pyaar ka nasha aisa chadha aaye haay
Pehle kabhi aaye haay
Yu na hua
Jo hua hai tujhe abhi
Jo hua hai tujhe abhi
Ke teri siti
Teri siti
Siti siti baj gayi

Chal ek duje ko hum baaho me le lenge
Dekh koi aur naya khel nahi khelenge
Ho ab to ye chalta rahega jaanejana
Pehle mujhe doli me tu aake le jana
Ab har din hoga naya naya
Hogi har shab nayi nayi
Ke teri siti
Teri siti
Siti siti baj gayi

Pyaar ka nasha aisa chadha aaye haay
Pehle kabhi aaye haay
Yu na hua
Jo hua hai mujhe abhi
Jo hua hai mujhe abhi
Ke meri siti
Meri siti
Ke meri siti baj gayi

MovieEk Hi Raasta
SingerSadhana Sargam, Kumar Sanu
DirectorDeepak Bahry
Music ComposerMahesh Kishore
LyricistGulshan Bawra
Star CastAjay Devgn, Mohnish Behl, Raveena Tandon, Saeed Jaffrey, Deven Verma, Kulbhushan Kharbanda, Raza Murad, Sharat Saxena

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *