Meri nigah me kya banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke aap rahte hai
Kasam khuda ki kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke aap rahte hai
Kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke aap rahte hai
Aap rahte hai
Labo pe aapke aaye na aaye nam mera
Labo pe aapke aaye na aaye nam mera
Mere labo pe dua banke aap rahte hai
Mere labo pe dua banke aap rahte hai
Ha kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke aap rahte hai
Aap rahte hai
Jamana sadiyo se jiski talash karta hai
Jamana sadiyo se jiski talash karta hai
Usi khushi ka pata banke aap rahte hai
Usi khushi ka pata banke aap rahte hai
Kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke aap rahte hai
Aap rahte hai
Safar ki dhup me jab chav ki tamanna ho
Safar ki dhup me jab chav ki tamanna ho
Safar ki dhup me jab chav ki tamanna ho
To mere sath ghata banke aap rahte hai
To mere sath ghata banke aap rahte hai
Kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke aap rahte hai
Aap rahte hai
| Movie | Veergati |
| Singer | Kumar Sanu, Sadhana Sargam |
| Director | K K Singh |
| Music Composer | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Indeevar |
| Star Cast | Salman Khan, Divya Dutta, Atul Agnihotri, Tinu Anand, Farida Jalal, Akhilendra Mishra, Sudesh Berry, Puja Dadwal, Avtar Gill, Rohini Hattangadi, Saeed Jaffrey, Kulbhushan Kharbanda, Pramod Moutho, Sudhir Pandey, Arif Khan, Himani Shivpuri, Amrit Pal, Jack |

