Meri mehbuba tu hoti
To number sau mein sau deta
Meri mehbuba tu hoti
To number sau mein sau deta
Nazaakat ke alag deta
Sharaarat ke alag deta
Deewana hun tera
Tujhko main number one banaa deta
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba tu hoti
To number sau mein sau deta
Meri mehbuba tu hoti
To number sau mein sau deta
Teri uljhi hui zulfein
Meri jaan main sawaarunga
Badi tu khubsurat hai
Teri nazare utaarunga
Teri uljhi hui zulfein
Meri jaan main sawaarunga
Badi tu khubsurat hai
Teri nazare utaarunga
Mujhe bas ek mauqa de
Mere dil ka yeh tohfaa le
Mujhe bas ek mauqa de
Mere dil ka yeh tohfaa le
Agar seene mein hote dil
Hazaaro main lutaa deta
Haaye
Mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba tu hoti
To number sau mein sau deta
Meri mehbuba tu hoti
To number sau mein sau deta
Salaami dunga main tujhko
Ghulaami bhi main seh lunga
Mujhe jis haal mein rakhegi
Tere saath reh lunga
Salaami dunga main tujhko
Ghulaami bhi main seh lunga
Mujhe jis haal mein rakhegi
Tere saath reh lunga
Agar ikraar tu karti
Zara sa pyaar tu karti
Agar ikraar tu karti
Zara sa pyaar tu karti
Tere kadmon mein jaaneman main apna sar jhuka deta
Haaye
Mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba tu hoti
To number sau mein sau deta
Meri mehbuba tu hoti
To number sau mein sau deta
Nazaakat ke alag deta
Sharaarat ke alag deta
Deewana hun tera
Number one banaa deta
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
Meri mehbuba
| Movie | Jodi No. 1 |
| Singer | Sonu Nigam |
| Director | David Dhawan |
| Music Composer | Anand Raj Anand |
| Lyricist | Dev Kohli |
| Star Cast | Sanjay Dutt, Govinda, Twinkle Khanna, Monica Bedi, Anupam Kher, Aashish Vidyarthi, Aasif Sheikh, Tiku Talsania, Sanjay Narvekar, Sayaji Shinde, Mukesh Rishi, Shakti Kapoor, Ashok Saraf, Ajit Vachchani, Anil Dhawan, Avtar Gill, Himani Shivpuri, Rajat Bedi |

