Meri Hasaraton Ka Lyrics | Mehandi Ban Gayi Khoon | Kumar Sanu | Usha Khanna

Meri Hasaraton Ka Lyrics | Mehandi Ban Gayi Khoon | Kumar Sanu | Usha Khanna

Meri hasrato ka janaja utha ke
Meri hasrato ka janaja utha ke
Tumhe kya mila haay mujhko mita ke
Meri hasrato ka janaja utha ke
Tumhe kya mila haay mujhko mita ke
Meri hasrato ka janaja utha ke

Gam-ae-jindagi me jiye ja rahe hai
Ashko ko hum yun piye ja rahe hai
O gam-ae-jindagi me jiye ja rahe hai
Ashko ko hum yun piye ja rahe hai
Aashiyaa bana ke tumne ujaada
Mujh badnasib ko bemaut mara
Tumhe kya mila haay mujhko mita ke
Tumhe kya mila haay mujhko mita ke
Meri hasrato ka janaja utha ke

Saahil se sehra ko ja rahe hai
Tumhe pyar karke pachhta rahe hai
O saahil se sehra ko ja rahe hai
Tumhe pyar karke pachhta rahe hai
Kurbat me thi tu hi sahara
Na manjil mili na mila hai kinara
Tumhe kya mila haay mujhko mita ke
Tumhe kya mila haay mujhko mita ke
Meri hasrato ka janaja utha ke

Raaho se teri dur ja rahe hai
Dua dil se hum to kiye ja rahe hai
Raaho se teri dur ja rahe hai
Dua dil se hum to kiye ja rahe hai
Khushiyaa mubarak tumko ae yara
Kise dosh de dosh kismat ka sara
Hum to chale tu rah ghar basa ke
Tumhe kya mila haay mujhko mita ke
Meri hasrato ka janaja utha ke
Tumhe kya mila haay mujhko mita ke
Meri hasrato ka janaja utha ke

MovieMehandi Ban Gayi Khoon
SingerKumar Sanu
DirectorR S Gilan
Music ComposerUsha Khanna
Star CastSumeet Sehgal, Juhi Chawla, Satish Shah, Jankidas, Ashish Chanana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *