Meri Gali Mein Tera Aana (Male) Lyrics | Market | Altaf Raja | Altaf Raja

Meri Gali Mein Tera Aana (Male) Lyrics | Market | Altaf Raja | Altaf Raja

Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le
Tu hi hai meri mehbuba
Tu hi hai meri dilruba
Sunle o janejana
Dil ye kahe paas aa jana
Tu hi hai meri mehbuba
Tu hi hai meri dilruba
Sunle o janejana
Dil ye kahe paas aa jana
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai o
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai o
Dekh ke tujhko dil bahlana
Dekh ke tujhko dil bahlana
Aadat si ho gayi hai
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai o
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai o
Dekh ke tujhko dil bahlana
Dekh ke tujhko dil bahlana
Aadat si ho gayi hai
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le

Teri ye chanchal jawani
Jaise ek tufan hai
Teri ye kaatil nigahe
Katal ka saman hai
Kaise na phir tujhko chahu
Dil bada nadan hai
O mere khwabo ki rani
Tujhpe sab kurban hai
Teri gali me o o
Teri gali me o
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai o
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai o
Dekh ke tujhko dil bahlana
Dekh ke tujhko dil bahlana
Aadat si ho gayi hai
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le

Tu hi hai meri mehbuba
Tu hi hai meri dilruba
Sunle o janejana
Dil ye kahe paas aa jana

Hey reshmi ye julfe teri
Jaise chhayi badliya
Shabnami hontho me tere hai
Ajab si shokhiya
Marmari baahe ye teri
Hai kadakti bijliya
Mujhko sab manjur hai
Teri har ek gustakhiya
Teri gali me o o
Teri gali me o
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai o
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai o
Dekh ke tujhko dil bahlana
Aadat si ho gayi hai
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai
Teri gali me mera aana
Aana
Aadat si ho gayi hai
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le
Ishq lada le
Ishq lada le
Jaam chadha le

MovieMarket
SingerAltaf Raja
DirectorJai Prakash
Music ComposerAltaf Raja
LyricistArun Bhairav
Star CastPratima Kazmi, Pankaj Berry, Srivallabh Vyas, Johny Lever, Anupam Shyam, Murli Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *