Meri Gali Me Aaya Chor, Tan Ka Chor Mann Ka Chor Lyrics | Dharti | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
Dil ko chura kar bhaga mere dil ko chura kar bhaga

Pahle usne aa kar pakdi mori baiya jora jori baiya jora jor
Lakh duhai dil par ek nahi mani mori ek nahi mani mori
Hatha payi kya karti chup na rahti to marti bebas ka kya jor
Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
Dil ko chura kar bhaga mere dil ko chura kar bhaga
Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor

Kaise karu sikayat uski darr laage
Badnami se darr laage badnami se
Mar jaungi hawaldar ki roj baroj ki
Gulami se roj baroj ki gulami se
Sare jag se kya kahna acha hai chup rahna kahe karna shor
Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
Dil ko chura kar bhaga mere dil ko chura kar bhaga
Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor

Jisne chori ki hai ab vo chain se hai rahne wala
Chain se hai rahne wala
Jo karta hai vo bharta hai kah gaya ye kahne wala kahne wala
Ek din vo pachtayega dauda dauda aayega
Chor ko pad gaya mor
Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor
Dil ko chura kar bhaga mere dil ko chura kar bhaga
Meri gali me aaya chor tan ka chor man ka chor

MovieDharti
SingerLata Mangeshkar
DirectorSridhar
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistRajinder Krishan
Star CastRajendra Kumar, Waheeda Rehman, Kum Kum, Ajit, Balraj Sahni, Kamini Kaushal, Rajendra Nath, Sudesh Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *