Meree Tamannao Kee Takdir Tum Sanwar Do Lyrics | Holi Aayi Re | Lata Mangeshkar, Mukesh | Kalyanji-Anandji

Meree tamannao kee takdir tum sanwar do
Pyasee hai jindagee aur mujhe pyar do

Sara gagan mandap hai, sara jag baratee
Mann ke phere sacche, sacche hain ham sathee
Laj kaa yeh ghunghat pat, aaj toh utar do
Pyasee hai jindagee…..

Dharatee karvat badle, badle har mausam
Prit ke pujaree hain badlenge nahee ham
Pathjhad sa jivan hai, pyar kee bahar do
Pyasee hai jindagee……

MovieHoli Aayi Re
SingerLata Mangeshkar, Mukesh
Music ComposerKalyanji-Anandji

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *