Meree jan – (4)
Hay dekhna dildar taro kee atari me
Meree jan – (4)
Hay dekhna dildar taro kee atari me
Mere naina ke dono bat khule hain intjari me
Meree jan – (3)
Kabhee suraj kabhee badal, kabhee dono satate hain meree jan
Kabhee suraj kabhee badal, kabhee dono satate hain
Piya ghar dar hamne bech dala teree yari me
Meree jan – (4)
Kabhee kehte ho abb aaye, kabhee kehte ho tab aaye, meree jan
Kabhee kehte ho abb aaye, kabhee kehte ho tab aaye
Hamari jan jayegee tumhari intjari me
Meree jan – (4)
Hay dekhna dildar taro kee atari me
Mere naina ke dono bat khule hain intjari me
Meree jan – (3)
Jan meree -5 jan
| Movie | Bhaggmati |
| Singer | Rekha Bhardwaj |
| Music Composer | Vishal Bharadwaj |
| Lyricist | Bashir Badr |