Mere Yaro Tum Lyrics | Mahaanta | Amit Kumar | Laxmikant Pyarelal

Aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala

Mere yaaro mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi
Jo naa badle jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi

Mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi
Jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi

Main tha in galiyo ka joker galiyo ka joker
Aaj main hu ek sarkari naukar ek sarkari naukar
Samajh gaya main khaake thokar
Aise jaise aise jaise gend upar uchhal gayi
Jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi
Aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala

Uparse chaahe kaisa hu main andarse tum sab jaisa hu main

Jaisa gaya tha vaisa hu main
Dekhi koi dekhi koi chikni suratiya meri najariya fisal gayi
Jo naa badle jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi
Mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi

Kaisa bhulau tumko yaar bhai kahu ya thanedaar

Kuchh bhi kaho karo mujhse pyar
Kitne din ke kitne din ke baad mile hum mil ki tabiyat machal gayi
Kitne din ke kitne din ke baad mile hum mil ki tabiyat machal gayi
Aala re aala policewala daalo gale mein phulo ki maala
Mere yaaro mere yaaro tum bhi badlo duniya saari badal gayi
Jo naa badle jo naa badle reh gaye pichhe gaadi aage nikal gayi
Gaadi aage nikal gayi gaadi aage nikal gayi

MovieMahaanta
SingerAmit Kumar
DirectorAfzal Khan
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjay Dutt, Jeetendra, Madhuri Dixit, Shakti Kapoor, Amrish Puri, Mohsin Khan, Paresh Rawal, Saeed Jaffrey, Raza Murad, Poonam Dhillon, Kishore Bhanushali, Brij Gopal, Tej Sapru, Sudhir

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *