Mere Wajood Lyrics  | Page 3 | Konkona Sen Sharma, Atul Kulkarni | Adnan Sami | Shamir Tandon

Mere Wajood Lyrics | Page 3 | Konkona Sen Sharma, Atul Kulkarni | Adnan Sami | Shamir Tandon

Dua ra ra ra
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Main dekhun aaina
Main dekhun aaina
Aur tu mujhe nazar aaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Main dekhun aaina
Main dekhun aaina
Aur tu mujhe nazar aaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye

Tujhako hi sochu
Jab bhi main sochu
Tujhako ko hi puju
Tujhako hi chaahu
Tujhako hi sochu
Jab bhi main sochu
Tujhako ko hi puju
Tujhako hi chaahu
Honton pe chhaaye
Tu naghama banke
Honton pe chhaaye
Tu naghama banke
Jab bhi kabhi kuchh
Bhi gungunaon
Jab bhi kabhi kuchh
Bhi gungunaon teri hi
Baaho me teri hi
Baaho me bas
Zindagi gujar jaaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye

Najaane tujhame
Kaisi kashish hai
Tujhse kabhi dil
Bartha nahi hai
Tujhse kabhi dil
Bartha nahi hai
Chhod ke tujhako
Pal bhar kabhi bhi
Chhod ke tujhako
Pal bhar kabhi bhi
Jaane ko mann
Kahi katha nahi hai
Jaane ko mann
Kahi katha nahi hai
Yeh kaash waqt abhi
Yeh kaash waqt abhi
Bas yahi tehar jaaye
Mere wajud mein tu
Kaash yu utar jaaye
Main dekhun aaina
Main dekhun aaina
Aur tu mujhe nazar aaye
Mere wajud mein tu
Kash yu utar jaaye
Mere wajud mein tu
Kash yu utar jaaye
Hmm mm ra ra
Yu utar jaaye.

MoviePage 3
SingerAdnan Sami
DirectorMadhur Bhandarkar
Music ComposerShamir Tandon
LyricistAjay Jhingran, Sandeep Nath
Star CastKonkona Sen Sharma, Atul Kulkarni, Sandhya Mridul, Tara Sharma, Boman Irani, Bikram Saluja, Upendra Limaye, Madan Jain
LabelEMI

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *