Mere Vatan Mein Maine Lyrics | Khuda Gawah | Suresh Wadkar, Alka Yagnik | Laxmikant Pyarelal

Mere Vatan Mein Maine Lyrics | Khuda Gawah | Suresh Wadkar, Alka Yagnik | Laxmikant Pyarelal

Mere vatan me maine suni hai
Mere vatan me maine suni hai tere vatan ki kahaniya
Tujhme hai vo sab nishaaniya
O dilbar jaaniya
Is aashiqi me maine suni hai
Is aashiqi me maine suni hai logo se jitni kahaniya
Tujhme hai vo sab nishaaniya
O dilbar jaaniya

Na tha guman tak aise achaanak
Na tha guman tak aise achaanak
In parvato ki in ghaatiyo me
Milna tha hamko in wadiyo me
Dekho kahi se jaane kaha par
Dekho kahi se jaane kaha par le aayi hamko jawaniya
Tujhme hai vo sab nishaaniya
Sab nishaaniya
O dilbar jaaniya
O dilbar jaaniya

Baato me khushbu aankho me jaadu
Meri pasand ka mehbub hai tu
Mehbub hai tu
Meri pasand ki mehbub hai tu
Meri pasand se bhi khub hai tu
Ek dusre par marne ko rab ne
Ek duare par marne ko rab ne di hai hame zindagaaniya
Tujhme hai vo sab nishaaniya
Sab nishaaniya
O dilbar jaaniya
O dilbar jaaniya

Aankho me jhaanko tasvir dekho
Aankho me jhaanko tasvir dekho
Mere badan me jitna lahu hai
Har bund ke andar bas tu hi tu hai
Tu hi tu hai
Jina hamara mushqil na kar de
Jina hamara mushqil na kar de ye pyaar ki meharbaaniya
Tujhme hai vo sab nishaaniya
Sab nishaaniya
Mere vatan me maine suni hai tere vatan ki kahaniya
Is aashiqi me maine suni hai logo se jitni kahaniya
Tujhme hai vo sab nishaaniya
Sab nishaaniya
O dilbar jaaniya
O dilbar jaaniya

MovieKhuda Gawah
SingerSuresh Wadkar, Alka Yagnik
DirectorM S Anand
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastAmitabh Bachchan, Sridevi, Nagarjuna, Shilpa Shirodkar, Kiran Kumar, Danny Denzongpa, Vikram Gokhale, Anjana Mumtaz, Beena, Bharat Kapoor, Shammi, Deepak Shirke, Anjan Srivastava, Vikas Anand, Ali Khan, Surendra Pal, Baby Tabassum

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *