Mere Sawaal Ka Lyrics | Shehzada | Shashwat Singh, Shalmali Kholgade

Mere Sawaal Ka Lyrics | Shehzada | Shashwat Singh, Shalmali Kholgade

Main pagla gaya hoon yeh jaanta
Jo dil ke mohalle mein tu aa gaya

Mere sawal ka tu hi jawaab hai
Mere sawal ka tu hi jawaab hai
Yeh savere savere hi khwaab aa gaya

Khul ke jo tu hanse meri aankhein na hatein
Tere aane se sooraj bhi sharma gaya
Main pagla gaya hoon yeh jaanta
Jo dil ke mohalle mein tu aa gaya

Behosh hosh hai sab khamosh hai
Teri baaton mein main yeh kahan aa gaya
Mere sawaal ka tu hi jawaab hai
Yeh savere savere hi khwaab aa gaya

Dhoondhoon kahan koyi aisa jo
Jo samjhe bina bole baato ko
Na chanda ko tod ke laye woh
Par chaand ho dil uska

Paise bhale kam kamaye woh
Par zoron se daily hansaye woh
Le baahon mein jab ghar aaye woh
Main queen hoon isi ki haan

Waise hoon main badi seedhi saadhi ladki
Par love leke aata twist
Mile aisa pagla sa mere liye
Jab kahun kare baarish

Aisa jo mile toh
Never gonna let go!

Badi zor se mohabbat hui
Bade zor ka tujhpe pyar aa gaya
Mere sawal ka tu hi jawaab hai
Yeh savere savere hi khwaab aa gaya.

MovieShehzada
SingerShashwat Singh, Shalmali Kholgade
DirectorRohit Dhawan
Music ComposerPritam
LyricistShloke Lal
Star CastKartik Aaryan, Kriti Sanon, Paresh Rawal, Rajpal Yadav, Manisha Koirala
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *