Mere Kareeb Na Aao Lyrics  | Jaam Utha | Kumar Sanu, Jeetu Tapan | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Mere Kareeb Na Aao Lyrics | Jaam Utha | Kumar Sanu, Jeetu Tapan | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Mere kareeb na aao
Ke main sharaabi hoon
Mere kareeb na aao
Ke main sharaabi hoon
Mera sab jagaao ke
Main sharaabi hoon
Mere kareeb na aao
Ke main sharaabi hoon

Zamaane bhar ke nigaahon se
Gir chuka hoon main
Zamaane bhar ke nigaahon se
Gir chuka hoon main
Nazar se tum na giraao ke
Main sharaabi hoon
Nazar se tum na giraao ke
Main sharaabi hoon
Mere kareeb na aao
Ke main sharaabi hoon

Ye arz karta hoon gir kar
Khulush waalon se
Ye arz karta hoon gir kar
Khulush waalon se
Utha sako to uthaao ke
Main sharaabi hoon
Utha sako to uthaao ke
Main sharaabi hoon
Mere kareeb na aao
Ke main sharaabi hoon

Tumhari aankh se bhar loon
Suroor aankhon mein
Tumhari aankh se bhar loon
Suroor aankhon mein
Nazar nazar se milaao
Ke main sharaab hoon
Nazar nazar se milaao
Ke main sharaab hoon
Mere kareeb na aao
Ke main sharaabi hoon.

MovieJaam Utha
SingerJagjit Singh
Music ComposerJagjit Singh
Star CastKumar Sanu, Jeetu Tapan, Jaswinder Singh, Kuldip Singh, Pankaj Udhas, Ali Ghani, Jagjit Singh, Ghulam Ali, Chitra Singh
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *