Mere Jhoomke Ka Laga Aisa Jhatka Lyrics | Kachche Heere | Asha Bhosle | R D Burman

Mere Jhoomke Ka Laga Aisa Jhatka Lyrics | Kachche Heere | Asha Bhosle | R D Burman

Mere jhumke ka ha
Mere jhumke ka laga aisa jhatka
Daiya re aisa jhatka
Balam culcutta pahunch gaye na
Mere jhumke ka laga aisa jhatka
Daiya re aisa jhatka
Balam culcutta pahunch gaye na
Lapak jhapak me kya hua pata nahi re
Pata nahi
Lapak jhapak me kya hua pata nahi re
Mere jhumke ka ha
Mere jhumke ka laga aisa jhatka
Daiya re aisa jhatka
Balam culcutta pahunch gaye na

Us din puchhu nahi chaplat kaisi bhai
Saiya ne baiya dhari main bhi machal gayi
Ho us din puchhu nahi chaplat kaisi bhai
Saiya ne baiya dhari main bhi machal gayi
Haye re
Phir unko sataya itta itta
Tarsaya itta itta
Balam culcutta pahunch gaye na
Mere jhumke ka laga aisa jhatka
Daiya re aisa jhatka
Balam culcutta pahunch gaye na

Phir aisa bhi hua main thi dware khadi
Kisi ek chhailwa ki mujh pe najar padi
Ho phir aisa bhi hua main thi dware khadi
Kisi ek chhailwa ki mujh pe najar padi
Daiya
Gale main bhi padi thi albatta
Ha ha ji albatta
Balam culcutta pahunch gaye na

Lapak jhapak me kya hua pata nahi re
Pata nahi
Lapak jhapak me kya hua pata nahi re
Mere jhumke ka ha
Mere jhumke ka laga aisa jhatka
Daiya re aisa jhatka
Balam culcutta pahunch gaye na

MovieKachche Heere
SingerAsha Bhosle
DirectorNarendra Bedi
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastFeroz Khan, Reena Roy, Helen, Aruna Irani, Sudhir, Shakti Kapoor, Danny Denzongpa, Bharat Bhushan, Birbal, Dulari, Jankidas, Kamal Kapoor, Shobha Khote, Viju Khote, Dev Kumar, Mac Mohan, Narendra Nath, Paintal, Sunder

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *