Mere Humrah Lyrics | Daur -E- Shabaab | Kamalini Malhotra | Kamalini Malhotra | Kamalini Malhotra

Mere humrah jab wo chalte hai
Mere humrah jab wo chalte hai
Log hasarat se haath malte hai
Log hasarat se haath malte hai
Mere humrah jab wo chalte hai

Un charago ka ehetram karo
Un charago ka ehetram karo
Un charago ka ehetram karo
Dusro ke liye jo jalte hai
Dusro ke liye jo jalte hai
Mere humrah jab wo chalte hai

Haaye gurbat bhi kya buri shey
Haaye gurbat bhi kya buri shey
Haaye gurbat bhi kya buri shey
Log daaman bachake chalte hai
Log daaman bachake chalte hai
Mere humrah jab wo chalte hai

Kya jalaye charag shaam e alam
Kya jalaye charag shaam e alam
Kya jalaye charag shaam e alam
Khud hi misle charag jalte hai
Khud hi misle charag jalte hai
Mere humrah jab wo chalte hai
Log hasarat se haath malte hai
Mere humrah jab wo chalte hai.

MovieDaur -E- Shabaab
SingerKamalini Malhotra
Music ComposerKamalini Malhotra
Star CastKamalini Malhotra
LabelDecca International, Universal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *