Mere Ghar Se Pyar Ki Palki Lyrics  | Palki | Rajendra Kumar, Waheeda Rehman | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Naushad Ali

Mere Ghar Se Pyar Ki Palki Lyrics | Palki | Rajendra Kumar, Waheeda Rehman | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Naushad Ali

Mere ghar se pyar ki
Palki chali gayi
Mere ghar se pyar ki
Palki chali gayi
Ghar mera ujad gaya
Zindagi chali gayi
Mere ghar se pyar
Ki palki chali gayi

Aasiya mera jala or
Mai dekhta raha
Uski yaad ke siwa
Mere pas kya raha, kya raha
Deke mujhko ranj gum
Har khushi chali gayi
Mere ghar se pyar
Ki palki chali gayi
Ghar mera ujad gaya
Zindagi chali gayi

Ek khawab ban gaya aaj tu
Chh gayi udasiya
Chirag tu mere liye
Bhujh gaya chirag
Roshani chali gayi
Mere ghar se pyar
Ki palki chali gayi
Dil mera ujad gaya
Zindagi chali gayi

Pyar jab jawa hua
Moat meherba hui
Dil ka chman khila
Khtam dasta hui
Dil to rah gaya
Mager dilkasi chali gayi
Mere ghar se pyar
Ki palki chali gayi.

MoviePalki
SingerPrabodh Chandra Dey (Manna Dey)
DirectorMahesh Kaul, S.U. Sunny
Music ComposerNaushad Ali
LyricistShakeel Badayuni
Star CastRajendra Kumar, Waheeda Rehman, Rehman
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *