Mere Dil Me Tu Hi Tu Hai Mera Aitbaar Kar Le Lyrics | International Crook | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Mere Dil Me Tu Hi Tu Hai Mera Aitbaar Kar Le Lyrics | International Crook | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Mere dil me tu hi tu hai mera aitbar kar le
Jo ye sach hai mere sathi jara khul ke pyar kar le
Mere dil me tu hi tu hai mera aitbar kar le
Jo ye sach hai mere sathi
Jara khul ke pyar kar le mere dil me

Jo mile teri mohabbat mujhe jindagi ke badle
Mai kharid lu use har khushi ke badle
Jo mile teri mohabbat mujhe jindagi ke badle
Mai kharid lu use har khushi ke badle
Mere dil me tu hi tu hai mera aitbar kar le
Jo ye sach hai mere sathi
Jara khul ke pyar kar le mere dil me

Vahi dekha tera jalva jaha sar jhuka ke dekha
Ye gajab kiya jo tune mujhe muskura ke dekha
Vahi dekha tera jalva jaha sar jhuka ke dekha
Ye gajab kiya jo tune mujhe muskura ke dekha
Mere dil me tu hi tu hai mera aitbar kar le
Jo ye sach hai mere sathi
Jara khul ke pyar kar le mere dil me

MovieInternational Crook
SingerKishore Kumar
DirectorPachhi
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistAziz Kashmiri
Star CastDharmendra, Saira Banu, Feroz Khan, Hiralal, Om Parkesh, Rajan Haksar, Habib, Sulochana Chatterjee, Jagdeep, Manorama, Raj Mehra, Jagdish Raaj, Shetty, Sunder, Jay Shree T

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *