Mere Devta Mujhko Dena Lyrics  | Bandhan | Pradeep Kumar, Meena Kumari | Lata Mangeshkar | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Mere Devta Mujhko Dena Lyrics | Bandhan | Pradeep Kumar, Meena Kumari | Lata Mangeshkar | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut na ye daman tumhara
Mere devta

Tere rashte se hatati hai dunia
Tere rashte se hatati hai dunia
Isharo se mujhko bulati hai dunia
Na dekhu main dunia ka jhutha ishara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut na ye daman tumhara
Mere devta

Siva tere dil mein samaye na koi
Siva tere dil mein samaye na koi
Lagan ka ye deepak bujhaye na koi
Tumhi meri naiya ho tumhi ho kinara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta mujhko dena sahara
Kahi chhut jaaye na ye daman tumhara
Mere devta.

MovieBandhan
SingerLata Mangeshkar
DirectorHemchandra Chunder
Music ComposerHemanta Kumar Mukhopadhyay
LyricistRajendra Krishan
Star CastPradeep Kumar, Meena Kumari, Motilal, David, Shashikala, Achla Sachdev, Asit Sen
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *