Mera Yar Bana Hai Dulha Lyrics  | Chaudhvin Ka Chand | Guru Dutt, Waheeda Rehman | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Mera Yar Bana Hai Dulha Lyrics | Chaudhvin Ka Chand | Guru Dutt, Waheeda Rehman | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Mera yar bana hai dulha
Aur phul khile hain dil ke
Are meri bhi shadi ho
Jaye duwa karo sab mil ke

Mera yar bana hai dulha
Aur phul khile hain dil ke
Are meri bhi shadi ho
Jaye duwa karo sab mil ke

Aaj ki kushiya dekh ke
Mera dil bhi le angdayi
Mere bhi ghar ho dhum
Dhadaka aur baje shehanayi
Mai bhi sehara bandh ke
Baithu bich bhari mehfil ke

Mera yar bana hai dulha
Aur phul khile hain dil ke
Are meri bhi shadi ho
Jaye duwa karo sab mil ke

Aye mere malik mere
Data mere palanhara
Aye mere malik mere
Data mere palanhara
Yar ko tune dulhan de
Di rah gaya mai hi kunwara
Mujhko bhi meri dulhan
De de mai bhi hasu khil khil ke

Mera yar bana hai dulha
Aur phul khile hain dil ke
Are meri bhi shadi ho
Jaye duwa karo sab mil ke

Aye mere malik rahe
Hamesha teri salamat jodi
Aye mere malik rahe
Hamesha teri salamat jodi
Aaj tere sehare ne bhaiya
Mujhape kayamat todi
Meri bhi aankho me
Jage khwab nayi manjil ke

Mera yar bana hai dulha
Aur phul khile hain dil ke
Are meri bhi shadi h
Jaye duwa karo sab mil ke.

MovieChaudhvin Ka Chand
SingerMohammed Rafi
DirectorMohammed Sadiq
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistShakeel Badayuni
Star CastGuru Dutt, Waheeda Rehman, Rehman, Minoo Mumtaz, Johnny Walker, Mumtaz Begum, Pravin Paul, Naazi, Noor Jehan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *