Mera Naam Hai Gulabi, Meri Aankhiya Sharabi Lyrics | Shree Krishna Arjun Yuddha | Krishna Kalle | Nandu Pyare

Mera naam hai gulabi meri ankhiya sharabi
Mera saiya lajawabi kashmeer ka
Ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Aji ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Mera naam hai gulabi meri ankhiya sharabi
Mera saiya lajawabi kashmeer ka
Ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Oye hoye ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Mera naam hai gulabi

Mere man ke maali teri mai matwali
Thodi surat kaali lekin hu dilwali
Thodi surat kaali lekin hu dilwali
Ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Mera naam hai gulabi meri ankhiya sharabi
Mera saiya lajawabi kashmeer ka
Ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Oye hoye ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Mera naam hai gulabi

Mai maalan ki bacchi abhi kali mai kacchi
Kahu baat mai sachi rahe na jal bina macchi
Kahu baat mai sachi rahe na jal bina macchi
Ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Mera naam hai gulabi meri ankhiya sharabi
Mera saiya lajawabi kashmeer ka
Ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Oye hoye ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Mera naam hai gulabi

Mere dil me aana aake tu mat jaana
Tu mera mastana mai anguri daana
Tu mera mastana mai anguri daana
Ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Mera naam hai gulabi meri ankhiya sharabi
Mera saiya lajawabi kashmeer ka
Ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Oye hoye ye to sangam hai takdeer se takdeer ka
Mera naam hai gulabi

MovieShree Krishna Arjun Yuddha
SingerKrishna Kalle
DirectorBabubhai Mistri
Music ComposerNandu Pyare
LyricistMadhur
Star CastAbhi Bhattacharya, Mahipal, Tabassum, Jayashree Gadkar, Jeevan, Helen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *